Doubt doubt doubt

hum mystrtok() function me ek string pass kar rahe h…
but function me jo formal argument h vo ek pointer h…
esa kyu ??? same case deliminetor ke liye h.

hello @parth_tyagi

our string is a char array.

and when we pass array to function then only base address is passed which we can receive in pointer or we can use array declaration .both will work

Bhaiya…kya jitne bhi programmes prateek video me kara rahe h…kya saare pratice karne for example: mujhe strtok() use karna samajh aa gaya to kya jaroori h implimentation bhi alag se practice karna important h. samjha mene pua h. Kyuki agar me sab kuch khub se implement karunga tok couse complete he nahi ho paega time par.

ha bhai khud implement karo , tabhi tum kuch sikh paoege aur implementation skill accha hoga.
6 month me aaram se course ho jaega pura

bhaiya…roz kitne videos ya kitna couse se mujhe padna chaiye…so that mujhe idea rahe ki meri speed theek h or mujhe atleast itna to padna h roz.

bhai ye to tumpe depend karta hai ki tum kitna jaldi learn karte ho nai chizo ko.

rush karne ki koi jarurat nahi hai,smajh samjh ke padho ho jayega.
abhi beginner ho to mehnat jayda karni padegi to atleast 3-4 ghanta daily to devote kiya hi karo